Ye kudiyan nashe diya pudiyan Ye munde gaali de gunde Mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna Lene tujhe o gori aayenge tere saajana Sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna Yeh dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna Ud ud ke teri zulfein karti hain kya ishaare Dil tham ke khade hain aashiq sabhi kavaaren Chhup jaaye sare kudiyan ghar mein sharam ke maare Gaaon mein aa gaye hain pagal shahar ke saare Nazrein jhuka ke rakhna daaman bacha ke rakhna Lene tujhe o gori aayenge tere saajana Mehndi laga ke rakhna doli saja ke rakhna Sehra saja ke rakhna chehra chhupa ke rakhna Main ek jawaan ladka, tu ek haseen ladki Yeh dil machal gaya to mera kusoor kya hai? Rakhna tha dil pe qaabu, yeh husn to hai jaadu Jaadu yeh chal gaya to mera kusoor kya hai? Raasta hamara takna darwaaza khulla rakhna Lene tujhe o gori aayenge tere saajana Kuchh aur ab na kehna, kuchh aur ab na karna Yeh dil ki baat apne dil mein daba ke rakhna Скачано с сайта www.Muza.vip